Tera Anugraha Mere Liye Kafi l तेरा अनुग्रह मेरे लिये काफी Song Lyrics 2020 - Sudesh Bhosale Lyrics.

Tera Anugraha Mere Liye Kafi
Lyrics
" मैं जीवन भर यहोवा का गीत गाता रहूंगा "
[भजन संहिता 104:33]
Hindi Script.
तेरा अनुग्रह मेरे लिए काफी है
निर्बल और बेबस हूं प्रभु
पर सच हमेशा कहता हूं प्रभु
मुझमें गर्भ ना हो प्रभु
और सत्य से न इतराऊं प्रभु
तेरा अनुग्रह मेरे लिए काफी है प्रभु
निर्बलता में सक्ति तुझसे मीलती है प्रभु
अपनी योग्यता से बढ़कर
तारीफ न मुझे मिले
प्रभु से प्रार्थना करू मैं
प्रभु तु मुझको मिले
तेरा अनुग्रह मेरे लिए काफी है प्रभु
दिर्बलता मैं शक्ति तुझसे मीलती है प्रभु
अपनी निर्बलता मैं
और अपने अपमानो में
अपनी कठिनाइयों में
और अपनी बधावो में
तेरा अनुग्रह मेरे लिए काफी है प्रभु
दिर्बलता मैं शक्ति तुझसे मीलती है प्रभु
English Script.
Tera Anugraha Mere Liye Kafi Lyrics
Nirbal Aur Bebas Hu Prabhu
Par Sach Hamesha Kehta Hu Prabhu Mujhme Garv Na Ho Prabhu
Aur Satya Se Na Ittarau Prabhu
Tera Anugraha Mere Liye Kafi Hai Prabhu
Nirbalta Mein Shakti Tujhse Milti Hai Prabhu
Verse 1
Apni Yogyata Se Badhkar
Tarif Na Mujhe Mile
Prabhu Se Prarthana Karu Main Prabhu Tu Mujhko Mile
Tera Anugraha Mere Liye Kafi Hai Prabhu
Nirbalta Mein Shakti Tujhse Milti Hai Prabhu
Verse 2
Apni Nirbaltaon Mein
Aur Apne Apmano mein
Apni Kathinayino Mein
Aur Apni Badhao Mein
Tera Anugraha Mere Liye Kafi Hai Prabhu
Nirbalta Mein Shakti Tujhse Milti Hai Prabhu
________________________________________
Tera Anugraha Mere Liye Kafi l Glorify Christ 5 l Sudesh Bhosale l Dr Amit Kamle l A K Intl' Tourism
0 टिप्पणियाँ